Ek Dost Ki Talash
Na woh farishta ho, na woh farishte jaisi ho,
Mujhe talash hai ek dost ki, jo sirf mere jaisi ho
Na woh rehti ho jannat mai, na urti ho badlo mai
Bus meri tarah basati ho ek dunia, khwabon mai
Agar kabhi ruth jaon mai, narazgi mai khamosh rahon mai
Tu woh muskura kar manaye, bus aisi ho
Dukhoon mai hasane ka hunar ho us mai
Ek achi lambi dosti nibhana janti ho
Na woh farishta ho, na woh pari ho, bus ek aam insan ho
Zameen par hon pao uske, kande se kandha mila kar jo chalti ho
Aisi dost ki talash hai, jo mera khiyal rakhna janti ho.

wow lets be friends:)
ReplyDeletehehe :)
ReplyDeleteActually i'm surprised how many skills you have, Masha'Allah! and about friendship i just wanna say that make a friend and dig a grave in your heart to bury all his shortcomings, weaknesses etc..
ReplyDeleteThanks lol and yeh mA blessed
ReplyDeleteWell done! MashaAllah! Loved it!
ReplyDeleteThanks Zeeshan!
ReplyDelete